Padahi karo falki chinta mat karo,
ladki chedo jute khanese mat daro,
har ladki ko propose karo inkarse mat daro,
kunki gitame likha he karm karo fhalki chita mat karo..
Na chaho kisiko itna ki chaht aapki majburi banjaye,
chaho kisiko itna ki aapka pyar uskeliye jaruri banjaye.
Phool khilkar udash he,
samundarko aaj paniki pyas he,
1 bar aap muskurado,
kyuki khudako v 1 khubsurat hansinaki talas he.
Dil dil se juda nahin hote,
u hi kisi par fida nahin hote,
pyarse bda to dostika rista hai,
kyuki dosti kavibewafa nahi hota.
Suraj pass hona ho,
roshni aspas rehetihai,
chand pass hona ho,
chandni aaspas reheti hai,
woise hi aap pass hona ho,
aapki yadain hamesa pass rehetihai.
Tumhari is adaka kya jawab du, aapne,
dost ko kya upahar du,
koi acchasa phool hotato maali se magta,
jo khud gulab hain usko kya gulab du..
Nainome base hai aap hamesa yaad aana,
agar waqt mileto kavi hamevi yaad karna,
hameto aadat hai aapko yad karneki,
agar hicki lageto hame maaf karna.
Rista hamara is janhame sab se pyara ho,
jaise jindagi ko saasoka sahara ho,
yad karna hame uspal me,
jab tum akele ho aur chaiye sath hamara ho. Miss uu..
Dil ki hasrat jumba per aane lagi,
tumne dekha aur jindagi muskurane lagi,
te dosti thi ya meri diwangi,
har surat me surt teri aane lagi.
Lafz aap do, geet hum banayenge.
Manzil aap paao, rasta hum sajayenge.
Kush aap raho, khusiya hum dilayenge.
Aap bas baneraho, dosti hum nibhayenge.
Aap ho ek mobile ki tarha,
khwab me aate ho sms ki tarha,
dil me bas jateho ringtone ki tarha,
mohabbat hai network ki tarha,
hum ko bhul mat jana balance ki tarha.
Dosti ki mehek ishq se kam nahi hoti,
ishq pe hi zindagi khatam nahi hoti,
sath hoto zindagime aache dostka,
zindagi kisi jannatse kam nahi hoti.
Is dilki he 1 “CONDITION”,
jisme nahi kisiko v “PERMISSION”,
sirf aap jaise dot ko hai “ADMISSION”
o v bina donation, just maintain “GOOD RELATION”
Aap se milneko man kar raha hai,
man ko samjhaya to dil tadap raha hai,
dil ko bataya to aankhe roo padhi,
use chup karaya to saanse bool padhi “I MISS U”
No comments:
Post a Comment